CANTO I:
Arz kiya hai
Arz kiya hai, ADVANI ji
ab aap hume bye-bye bas keh hi dijiye
ADVANI ji ab aap hume bye-bye bas keh hi dijiye
aur aapke ‘ram ram’ ke aakhri morche mein…
(clearing my throat…)
(high pitch)
ADVANI ji… aur aapke ‘ram ram’ ke aakhri morche mein
Uss RAM JETHMALANI ko bhi saath mein le lijiye…
(a yell)
ADVANI ji… aur aapke ‘ram ram’ ke aakhri morche mein
Uss RAM JETHMALANI ko le lijiye saath mein!
Ek atal satya hai ye!
(a whisper)
Bhai kisiko pata hai uss ATAL BIHARI ka kya hua?
CANTO II:
(People.. thoda motivate karo.. say ‘Irshad)
Ab ‘satya’ ki baat karen
toh kya kahen
Ab ‘satya’ ki baat karen
toh kya kahen…
…SHOBHAA ji…
Ab……….
Aap………
Bhi………….
…SHOBHAA ji ab aap bhi
bas likh-likh ke hamari lena chod digiye
SHOBHAA ji ab aap bhi
bas likh-likh ke hamari lena chod digiye…
(a yell)
…aur
kitne
hamari
maroge!
(a whisper)
Ekdum BHAGAT bana doge kya?!
CANTO III:
(a high pitch statement)
Ab yeh agli baat pe koi vandalize mat karna
(with a smile in voice)
Chutti…
…kise achi nahin lagti
Susti…
(biting my tongue)
bhai, galti se sahi baat muh par aagayi!!!
Mein toh eknumber ka sustad hu!!!
Chutti kise achi nahin lagti…
BALASAHEB… aap ke siva hamara hai hi kaun…
BALASAHEB… aap ke siva hamara hai hi kaun…
aap ke siva Maharashtra Bandh hame dega kaun
(a yell)
Kisiki majal?!
(High pitch)
BALASAHEB… aap ke siva hamara hai hi kaun…
aap ke siva Maharashtra Bandh hame dega kaun
(a whisper)
Koi hai itne badi PRATIBHA?!