Friday, April 15, 2022

🏏Gully cricket dialoguebaazi

In childhood I have had my episodes of good-bad-funny cricketing days.. and if I go back the best part about gully cricket in my vicinity was.. dialoguebaazi!! More than playing.. I think I might have laughed more. Below is something that I remember.


Mai bhi khelega..
Ae makki choos.. pehle bowl ka paisa de

Abe tu magarmach jaisa kyu catch pakadta hai
Maine tereko pucha ki tu nahake kyu nahi aata

Jaana...ghar se paani leke aana.. jaana..
Nai reh..aaj ghar pe paani nahi aaya

Wicket sambhal ke rakna..
Haa..aur tu teri chaddi..

Abe batting karli..ab bowling?
Rukh mai aata hu..

No comments: